People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 9 *

ab mujhko jeena
Singer: Zubeen Garg
Lyricist: Mir Ali Hussain
Album: Aashayein
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aashayein/Ab-Mujhko-Jeena/QiQ
ab hai ujala, ab hai savera
ab inn hawao pe kar lu basera
ab mai zamane ko humraz kar lu
ab aasmano pe parwaz kar lu
is pal me hai mujhko jeena
ab mujhko jeena, ab mujhko jeena, ab mujhko jeena
ab mujhko jeena, ab mujhko jeena

nakamiyo se darna kya, jeene se pehle marna kya
jhoom kar mera dil ab ye mujh se kahe
zindagi hai to zinda dili bhi rahe
ab irado ko hai than lena
ab to khwabo pe hai jaan dena
is pal me hai mujhko jeena
ab mujhko jeena, ab mujhko jeena, ab mujhko jeena
ab mujhko jeena, ab mujhko jeena

anjana kal na manu mai, ye pal hai apna chalu mai
yaha charo taraf pyar ke silsile
dekho veraniyo me bhi dil hai mile
apni manzil ki mujh ko khabar hai
ab to himmat meri humsafar hai
iss pal me hai mujhko jeena
ab mujhko jeena, ab mujhko jeena, ab mujhko jeena
ab mujhko jeena, ab mujhko jeena

are you ready, ok sing with me
ab hai ujala, ab hai savera
ab inn hawao pe kar lu basera
ab mai zamane ko humraz kar lu
ab aasmano pe parwaz kar lu
is pal me hai mujhko jeena
ab mujhko jeena, ab mujhko jeena, ab mujhko jeena
ab mujhko jeena, ab mujhko jeena
Ab Mujhko Jeena(Remix)
Singer: Zubeen Garg
Lyricist: Mir Ali Hussain
Album: Aashayein
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aashayein/Ab-Mujhko-Jeena-Rem
ab hai ujala, ab hai savera
ab in hawao pe kar lu basera
ab main zamane ko humraaz kar lu
ab aasmano pe parwaz kar lu
is pal me hai mujhko jeena
ab mujhko jeena, ab mujhko jeena
ab mujhko jeena

nakamiyo se darna kya
jeene se pehle marna kya
jhumkar mera dil ab ye mujh se kahe
zindagi hai to zindadili bhi rahe
ab irado ko hai than lena
ab to khwabo pe hai jaan dena
is pal me hai mujhko jeena
ab mujhko jeena, ab mujhko jeena
ab mujhko jeena

anjana kal na manu main
ye pal hai apna chalu main
yaha charo taraf pyar ke silsile
dekho veraniyo me bhi dil hai mile
apni manzil ki mujh ko khabar hai
ab to himmat meri humsafar hai
is pal me hai mujhko jeena
ab mujhko jeena, ab mujhko jeena
ab mujhko jeena
ab mujhko jeena, ab mujhko jeena
ab mujhko jeena
Shukriya Zindagi Shukriya Zindagi
Lyricist: Mir Ali Hussain
Album: Aashayein
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aashayein/Shukriya-Zindagi-Sh
chan ke aayi to kya chandni to mili
chan ke aayi to kya chandni to mili
chand din hi sahi ye kali to khili
shukriya zindagi, shukriya zindagi
shukriya zindagi, shukriya zindagi
teri meharbaniya, teri meharbaniya
shukriya zindagi, shukriya zindagi
shukriya zindagi, shukriya zindagi

sirf ik rang se tasveer hoti kahi
gham nahi to khushi ki keemat nahi
sirf ik rang se tasveer hoti kahi
gham nahi to khushi ki keemat nahi
dhup chao hai dono toh dilkash jaha
kya shikaayat kare, fursat kaha
shukriya zindagi, shukriya zindagi
shukriya zindagi, shukriya zindagi
teri meharbaniya, teri meharbaniya
shukriya zindagi, shukriya zindagi
shukriya zindagi, shukriya zindagi

apni takdeer ki hai yeh daastan
kabhi katilana kabhi meharban
apni takdeer ki hai ye dastan
kabhi katilana kabhi meharban
meharbani jo dil ko karar aa gaya
apne katil pe bhi pyar aa gaya
shukriya zindagi, shukriya zindagi
shukriya zindagi, shukriya zindagi
teri meharbaniya, teri meharbaniya
shukriya zindagi, shukriya zindagi
shukriya zindagi, shukriya zindagi
Shukriya Zindagi Shukriya Zindagi
Lyricist: Mir Ali Hussain
Album: Aashayein
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aashayein/Shukriya-Zindagi-Sh
chan ke aayi to kya chandni to mili
chan ke aayi to kya chandni to mili
chand din hi sahi ye kali to khili
shukriya zindagi, shukriya zindagi
shukriya zindagi, shukriya zindagi
teri meharbaniya, teri meharbaniya
shukriya zindagi, shukriya zindagi
shukriya zindagi, shukriya zindagi

sirf ik rang se tasveer hoti kahi
gham nahi to khushi ki keemat nahi
sirf ik rang se tasveer hoti kahi
gham nahi to khushi ki keemat nahi
dhup chao hai dono toh dilkash jaha
kya shikaayat kare, fursat kaha
shukriya zindagi, shukriya zindagi
shukriya zindagi, shukriya zindagi
teri meharbaniya, teri meharbaniya
shukriya zindagi, shukriya zindagi
shukriya zindagi, shukriya zindagi

apni takdeer ki hai yeh daastan
kabhi katilana kabhi meharban
apni takdeer ki hai ye dastan
kabhi katilana kabhi meharban
meharbani jo dil ko karar aa gaya
apne katil pe bhi pyar aa gaya
shukriya zindagi, shukriya zindagi
shukriya zindagi, shukriya zindagi
teri meharbaniya, teri meharbaniya
shukriya zindagi, shukriya zindagi
shukriya zindagi, shukriya zindagi
Shukriya Zindagi Shukriya Zindagi(Remix)
Lyricist: Mir Ali Hussain
Album: Aashayein
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aashayein/Shukriya-Zindagi-Sh
zindagi, zindagi, zindagi
zindagi, zindagi, zindagi
chan ke aayi to kya chandni to mili
chan ke aayi to kya chandni to mili
chand din hi sahi ye kali to khili
shukriya zindagi, shukriya zindagi
shukriya zindagi, shukriya zindagi
teri meharbaniya teri meharbaniya
shukriya zindagi, shukriya zindagi
shukriya zindagi, shukriya zindagi

sirf ik rang se tasveer hoti kahi
gham nahi to khushi ki keemat nahi
sirf ik rang se tasveer hoti kahi
gham nahi to khushi ki keemat nahi
dhup chao hai dono toh dilkash jaha
kya shikaayat kare, fursat kaha
shukriya zindagi, shukriya zindagi
shukriya zindagi, shukriya zindagi
teri meharbaniya teri meharbaniya
shukriya zindagi, shukriya zindagi
shukriya zindagi, shukriya zindagi

apni taqdeer ki hai yeh daastan
kabhi qatilana kabhi meharban
apni taqdeer ki hai ye dastan
kabhi qatilana kabhi meharban
meharbani jo dil ko karar aa gaya
apne qatil pe bhi pyar aa gaya
shukriya zindagi, shukriya zindagi
shukriya zindagi, shukriya zindagi
teri meharbaniya teri meharbaniya
shukriya zindagi, shukriya zindagi
shukriya zindagi, shukriya zindagi
Pal Me Mila Jaha Mein(Male)
Lyricist: Mir Ali Hussain
Album: Aashayein
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aashayein/Pal-Mein-Mila-Jahan
pal me mila jaha hai dhua pal me
pal me yakin tha ab guma pal me
pal me ummid thi arman pal me
pal me bahar thi ab khiza pal me
pal me mila jaha hai dhua pal me
pal me yakin tha ab guma pal me

humse kyu kar kismat roothi
hatho se ye jannat chhuti
jinko sajne umar lagi thi
woh hi sapne toote sab
pal me ummeed thi arman pal me
pal me bahaar thi ab khiza pal me
pal me mila jahan hai dhua pal me
pal me yakeen tha ab guman pal me

chhoda sab kuch jo kuch paya
yaade teri bas le aaya
tujhme har pal khona chaha
kaise khoya tujhko hi
pal me ummeed thi arman pal me
pal me bahaar thi ab khiza pal me
pal me mila jahan hai dhua pal me
pal me yakeen tha ab guman pal me
Shukriya Zindagi Shukriya Zindagi(Sad)
Lyricist: Mir Ali Hussain
Album: Aashayein
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aashayein/Shukriya-Zindagi-Sh
aaj kismat yaha hum ko layi toh hai
ek lamha sahi muskurayi to hai
shamma bujhi hai toh kya gila
bujhta wohi hai jo tha jala
shukriya zindagi
shukriya zindagi, shukriya
Chala Aaya Pyar Khushiyon Ka
Singer: Mohit Chauhan
Lyricist: Mir Ali Hussain
Album: Aashayein
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aashayein/Chala-Aaya-Pyar-Khu
khwaabo ki lehre khushiyo ke saye
khushbu ki kirne dheeme se gaaye
yahi to hai humdum wo sathi wo dilbar wo yaar
yado ke nazuk paro pe chala aaya pyar
chala aaya pyar, chala aaya pyar
khwaabo ki lehre khushiyo ke saye
khushbu ki kirne dheeme se gaaye
yahi to hai humdum wo sathi wo dilbar wo yaar
yado ke nazuk paro pe chala aaya pyar
chala aaya pyar, chala aaya pyar

mohabbat ka dariya ajuba nirala
jo taira wo paya kabhi na kinara
mohabbat ka dariya ajuba nirala
jo taira wo paya kabhi na kinara
jo bekhauf dooba wahi to pahunch paya paar
yado ke nazuk paro pe chala aaya pyar
chala aaya pyar, chala aaya pyar

kabhi zindagi ko sanware sajaye
kabhi maut ko bhi gale se lagaye
kabhi zindagi ko sanware sajaye
kabhi maut ko bhi gale se lagaye
kabhi jeet uski hai sab kuch gaya wo jo haar
yado ke nazuk paro pe chala aaya pyar
chala aaya pyar, chala aaya pyar

khwaabo ki lehre khushiyo ke saye
khushbu ki kirne dheeme se gaaye
yahi to hai humdum wo sathi wo dilbar wo yaar
yado ke nazuk paro pe chala aaya pyar
chala aaya pyar, chala aaya pyar
Pal Me Mila Jaha Mein(Female)
Lyricist: Mir Ali Hussain
Album: Aashayein
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aashayein/Pal-Mein-Mila-Jahan
pal me mila jahan hai dhua pal me
pal me yakeen tha ab guman pal me
pal me umeed thi arman pal me
pal me bahaar thi ab khiza pal me
pal me mila jahan hai dhua pal me
pal me yakeen tha ab guman pal me

humse kyu kar kismat roothi
hatho se ye jannat chhuti
jinko sajne umar lagi thi
woh hi sapne toote sab
pal me ummeed thi arman pal me
pal me bahaar thi ab khiza pal me
pal me mila jahan hai dhua pal me
pal me yakeen tha ab guman pal me

chhoda sab kuch jo kuch paya
yaade teri bas le aaya
tujhme har pal khona chaha
kaise khoya tujhko hi
pal me ummeed thi arman pal me
pal me bahaar thi ab khiza pal me
pal me mila jahan hai dhua pal me
pal me yakeen tha ab guman pal me